Chini- sugar is a poison for Health


Doston Ham Sab Ne Bachpan mein bahut sari Chini Khai Hogi Jisko Aaj sugar bhi bolate Hain aur yah bacchon ko bahut pasand Aati Thi Kyunki use Samay khane ke liye bahut sari chocolate ya topi Nahin Hoti thi to Ham log chij Nahin khate the lekin aapko pata hai ki Chini khane se kitne jyada nuksan ho sakte hain aur kitne Gambhir nuksan ho sakte hain uska andaza aapko Shayad Nahin Hoga yah hoga to tab bhi aap usko Nazar Andaz kar dete Honge to aap Aisa Na Karen aap Chini ko bare mein Jaane Ki Chini Kitna nuksan Karti Hai Cheeni Aaj Ham aapko iske  bare mein baat karenge,


chini, sugar

 

 Chini khane ke nuksan

 

Chini Jab Bhi Banai Jaati Hai to usko refined karne ke liye sulphur dioxide phosphoric acid carbon sulphide se Sar Kiya jata hai jisse vah bahut hi chamakdar dikhti hai aur aapko bacchon ko khane ka man Karta Hai To itne sare Jab chemical usmein istemal kiye Jaate Hain usko saaf karne ke liye

sugar diabetic

To Uske bad Jab uska filtration hota hai to filtration ke bad uska Sare ke sare postik tatva nasht Ho Jaate Hain, aur ant mein sirf sukroj hi Bachta hai jo ki Hamare body ke liye Sharir ke liye bahut hi jyada hanikarak Hota Hai

 

Sukroj khane se aapke andar blood pressure ki samasya ho sakti hai

 

Diabetes logon ke liye Sukroj bahut hi jyada hanikarak hota hai ya nahin Chini khane se Unka vajan ekadam badh jata hai chini Hamare Sharir ke andar Vasa yani ki fat ko Badha deta hai

 

Chini khane se hamara blood circulation ya blood pressure ki samasya Adhik Ho Jaati Hai Had Se Gujar Ke Logon ke liye Din Ki Umra 70 Sal Se Jyada hoti hai

 

Abhi Ek kuchh Din pahle Ek Akhbar Mein chhapa Tha aur yah London ke Doctors ke dwara Ek report taiyar ki gai hai jismein yah bataya gaya hai ki doctors Nahin Kahane ka matlab vahan ke Research report taiyar ki gai hai Jiske dwara yah bataya gaya hai ki Jyada chini yukt jo Hamare khane wale Khadya padarth Hai Unka Sevan Karne Se Hamare Jo Danton ke andar masud hote hain unke anadan infection yah Hindi mein bolun Sankraman badh jata hai aur yah naya Dhyan ke anusar Chini se masudon mein Sankraman ke sath Danton Mein cavity ka bhi Khatra badhta hai

 
Dentist ne  bataya ki ise  Periodontal  rog ho jata hai

 

Aur is research ke anusar Chile Munh Mein jakar Hamare Jo bacteria Hai unke andar vah rasayanik Kriya karti hai isliye Jab aap Chini ka Sevan Karte Hain To Munh Mein bacteria apne aap banne Lagte Hain

 

Isliye yah Poshak Tak Tu ko Danton per Chamak kar deta hai aur Kis Se masudon ki samasya bahut Teji se badhti hai

 

Chini khane ke Vikalp(option of sugar)

 

Hamen Chini Nahin Khana chahie agar aisa hi to Kyunki Chini se Bane Hue bahut Sare mithaiyan Hain pakvan hote hain unke Bina to Raha Nahin Jata Hai to Chini to khana hai

 
Aapko bahut hi kam Chini ki Matra leni Hoti Hai Har din

 

Jo Bujurg log hai aur Jin ko diabetes Ki samasya Hai vah Log Chai mein main Mithi Chini ka prayog Karen jo ki market Mein milati Hai sugar free tablet aap uska prayog kar sakte hain

 

  • Aap cheeni ki jagah fruits kha sakte hain real juice Pee sakte hain
  • Honey ya shehad iska Achcha Vikalp ho sakta hai

 

Falon mein fructose hota hai jo ki Hamari e health ke liye achcha Hota Hai isliye aap sukroj ki Bajaye fructose kasht Mal Karen

 

Ummid karta hun yah Jankari aapko Pasand I Hai Aur artical Ke jarie Jo Bhi Main thodi bahut Jankari De aapko isse  fayda Hoga aap apne sujhav Hamen Jarur bhejen aur koi Jankari taaja karna chahte hain to aap Hamen comment Jarur Karen


sugar for stomach or health